bajra ya bajari gun fayde nukshan
bajra ya bajari gun fayde nukshan Bajre se bahut hi achhi khichdi banti hai lekin ye hume sirf shardiyon me khana chahiye kyu ki ye garam taseer ki hoti hai aur hume inhe garmiyon me nhi khana chahiye bajre ya bajri ki roti bahut popular hai aapne kai baar suna hoga ki bajre di roti te sarson da saag lekin is bhi khane me garm mana jata hai to hume bajre ki roti ka pryog shardiyon me hi paryog karna chahiye bajre se bahut hi swadisht rabdi ya rabadi banti hai jo lassi ya dahi ke sath ferment karke banai jati hai aur garmiyon me khaya jata hai ab aap kahoge ki aisa kyu to bhai mere dhup me rakh kar banane aur fermention ke karan iski taseer thandi ho jati hai aur isi tarike se bajre ya bajri ko garmiyon ke dino me khaya jata hai