Posts

Bajra ki rabaddi Ke Gun aur Labh kabh khaye kabh na khaye kis mousam me khaye

bajra ya bajari gun fayde nukshan Bajre se bahut hi achhi khichdi banti hai lekin ye hume sirf shardiyon me khana chahiye kyu ki ye garam taseer ki hoti hai aur hume inhe garmiyon me nhi khana chahiye bajre ya bajri ki roti bahut popular hai aapne kai baar suna hoga ki bajre di roti te sarson da saag lekin is bhi khane me garm mana jata hai to hume bajre ki roti ka pryog shardiyon me hi paryog karna chahiye bajre se bahut hi swadisht rabdi ya rabadi banti hai jo lassi ya dahi ke sath ferment karke banai jati hai aur garmiyon me khaya jata hai ab aap kahoge ki aisa kyu to bhai mere dhup me rakh kar banane aur fermention ke karan iski taseer thandi ho jati hai aur isi tarike se bajre ya bajri ko garmiyon ke dino me khaya jata hai Bajra ki rabaddi Ke Gun aur Labh kabh khaye kabh na khaye kis mousam me khaye Bajri ya bajre ki rabaddi khane ke sahi samay:- Ise sirf gram dinon me hi khana chahiye kyunki iski tasheer thandi hoti hai. I Bajra ki rabbaddi hume barish ke dinon yani sawan me khan

bajra ya bajari gun fayde nukshan

bajra ya bajari gun fayde nukshan Bajre se bahut hi achhi khichdi banti hai lekin ye hume sirf shardiyon me khana chahiye kyu ki ye garam taseer ki hoti hai aur hume inhe garmiyon me nhi khana chahiye bajre ya bajri ki roti bahut popular hai aapne kai baar suna hoga ki bajre di roti te sarson da saag lekin is bhi khane me garm mana jata hai to hume bajre ki roti ka pryog shardiyon me hi paryog karna chahiye bajre se bahut hi swadisht rabdi ya rabadi banti hai jo lassi ya dahi ke sath ferment karke banai jati hai aur garmiyon me khaya jata hai ab aap kahoge ki aisa kyu to bhai mere dhup me rakh kar banane aur fermention ke karan iski taseer thandi ho jati hai aur isi tarike se bajre ya bajri ko garmiyon ke dino me khaya jata hai

Alsi ke gun aur dosh

Alsi ke gun v fayde:- Alsi bad cholesterol ko kam karti hai aur alsi ko Kis-kis rog me kargar hai:- Ye bad cholesterol ko kam karta hai aur hume high blood pressure aur heart attack se bachata hai Kab khayen kab na khayen:- Alsi ko hume sardiyon yani thande mosam me hi paryog me lana chahiye. Ise gram mosam me nhi khana chahiye kyon ki iski taseer garam hoti hai

Methi Dana ke gun labh paryog by GunKari

Methi ka paryog kaddu yani pethe ki sabji me chhonk lagane ke liye karna chahiye bahut labhdayak hota hai. Kadhi banao tab chhonk me methi dana jarur paryog karna chahiye bahut jyada test ke sath labh pahuchata hai. Cholesterol kam karne me sahayak Methi dana ek chhoti chamach raat bhar ek cup me bhigo kar rakho aur uska paryog subha sada khali pet khane me karo bahut labh milta hai heart ki nase block hone ke bahut had tak chance kam ho jaenge